Sunday, 12 May 2013


Bahut ajeeb dard hota hai na
jab yaad aaati hai...
awaj to nahi hoti par dil ki dhadkan badh jati hai...

Aankho ke raste chamakte moti
girne lagte hai...
agar us pal apne seene ko na daba lu to jaise jaan nikal jati hai...

0 comments:

Post a Comment